Aamir Khan Dialogues in Hindi :- Aamir Khan को फिल्म इंडस्ट्री में आये लगभग 34 साल हो चूका है औरAamir khan ने अपने इतने लम्बे Career मात्र 33 से 34 फिल्मे ही किया है लेकिन Aamir khan की लगभग सभी फिल्मे एक से बढ़कर एक Iconic फिल्मे है Aamir Khan अपने Career के शुरुवात में Romantic , Family Drama और एकाद Comedy Drama फिल्मे करते थे लेकिन बाद में आमिर खान कुछ Action और ज्यादातर Social Drama फिल्म करने लगे इस तरह Aamir Khan ने अपने फिल्मी Career में हर तरह की फिल्मे करि है। ने Aamir Khan को इन फिल्मो में पसंद भी है।
और इन फिल्मो में Aamir Khan के बेहतरीन Dialogues भी है जिसे की लोग अक्सर Google पर Search करते है Aamir Khan Dialogues in hindi , Aamir Khan Dialogue .etc तो आज इस Article में हम आपको Aamir Khan Dialogues , Aamir khan Best Dialogue , Aamir Khan Shayari Dialogue , Aamir Khan Funny Dialogue बताने वाले है।
यह भी पढ़े।
- Akshay Kumar Dialogues In Hindi
- Salman Khan famous dialogues in Hindi
- Shahrukh Khan famous dialogues in Hindi Shahrukh khan Iconic Dialogue.
Table of Contents
Aamir Khan Dialogues in hindi , Aamir Khan Dialogue .
1. Aamir khan Best Dialogue
Aamir Khan Dialogue | Movie Name |
1. Agar shatranj ki baazi jeetni ho … toh usse dus dimaag se nahi, ek dimaag se khelna chahiye | Baazi |
2. Hamaar pasina hamre tann mein khoon banke daudega | Lagaan |
3. Perfection ko improve karna mushkil hota hai | Dil Chahta Hai |
4. Aaj tak aapne hamari wafaadari dekhi thi … ab hamara krodh dekhiye | Mangal Pandey |
5. Zindagi jeene ke do hi tarike hote hai … ek jo ho raha hai hone do, bardaasht karte jao … ya phir zimmedari uthao usse badalneki | Rang De Basanti |
6. Ab bhi jiska khoon na khaula, khoon nahin voh paani hai … joh desh ke kaam na aaye woh bekaar jawani hai | Rang De Basanti |
7. College di gate de is taraf hum life ko nachate hai … te duji taraf life humko nachati hai | Rang De Basanti |
8. Duniya mein aaise aaise heere paida huye hai, jinhone sari duniya ka naksha hi badal diya … kyun ki yeh duniya ko apni alag nazar se dekh paaye | Taare Zameen Par |
9. Har bachche ki apni khoobi hoti hai, apni kaabiliyat hoti hai, apni chahat hoti hai | Taare Zameen Par |
10. Gyan toh gyan hota hai … chahe woh zabaani ho ya likhit | Taare Zameen Par |
11. Apni ambitions ka wajan apne bachcho ke nazuk kandhon pe daalna … it’s worse than child labour | Taare Zameen Par |
12. Patri se hatkar bahut kam log soch paate hai | Taare Zameen Par |
13. Kamyab hone ke liye nhi kabil hone ke liye padho | 3 Ediots |
14. Hoshyari, tarkieb aur dokha … teeno mil jaaye toh log usse jadoo samajhte hai | Dhoom3 |
15. Apni matti ki hamesha izzat karna … kyun ki jitni izzat tum matti ki karogi … utni hi izzat matti se tumhe milegi Gold toh gold hota hai … chhora lave ya chhori | Dangal |
2. Aamir Khan Shayari Dialogue
Aamir Khan Dialogue | Movie Name |
1. Doobte huye suraj ki kiranon mein … har khoobsurat cheez aur bhi khoobsurat lagne lagti hai | Qayamat Se Qayamat Tak |
2. Pyar ki keemat aatey daal ke taraazo mein rakhkar nahi toli jaati … sooli par chadkar aankhi jati hai | Dil |
3. Main yeh nahi janta ki yeh kahan likha hai … ki ek aurat mard se zyada pyar de sakti hai | Akele Hum Akele Tum |
4. Aap hai gul-e-gulzar, mausam-e-bahar … chehre par hai gussa, dil mein hai pyar … aa gale lag ja mere yaar | Ishq |
5. Yeh kaunsa tha jaam joh tune pila diya … is sirphere ka sara system hila diya | Ishq |
6. Phool khilte hai, bahaaro ka samaa hota hai … aaise mausam mein hi toh pyar jawan hota hai … dil ki baaton ko hooton se nahi kehte … yeh fasaana toh nighahon se bayaan hota hai | Sarfarosh |
7. Dawa bhi kaam na aaye, koi dua na lage … mere khuda kisiko pyar ki hawa na lage | Sarfarosh |
8. Milte hi nazarein dil milaya nahi jaata … aagaaz ko anjaam banaya nahi jaata | Sarfarosh |
9. Husn ko chaand, jawani ko kamal kehte hai … dekh kar hum tujhe ek shouk ghazal kehte hai … uff yeh sang-e-marmar sa tarasha hua shafaf badan … dekhne wale tujhe Taj Mahal kehte hai | Mann |
10. Tujhko dekhenge sitare toh ziya mangenge, aur pyase teri zulfon se ghata mangenge … apne kaandhe se dupatta na sarakne dena, varna budhe bhi jawani ki dua mangenge | Mann |
11. Jyot khud ba khud nahi jalti … jab tak usse koi jalane wala na ho | Mann |
12. Mujhe yakeen hai ki main sirf is liye janma hoon … ki tumse pyar kar sakun … tum sirf is liye, ki ek din meri ban jao | Dil Chahta Hai |
13. Humse door jaoge kaise, dil se hum mein bhulaoge kaise … hum woh khushboo hai joh saason mein bastein hai, khud ki saason ko rok paoge kaise | Fanaa |
14. Bekhudi ki zindagi hum jiya nahi karte … jaam doosron se cheenkar hum piya nahi karte … unko mohabbat hai toh aakar izhaar karen … peecha hum bhi kisika kiya nahi karte | Fanaa |
15. Aag suraj mein hoti hai, jalna zameen ko padta hai … mohabbat nigahein karti hai, tadapna dil ko padta hai | Fanaa |
16. Dard se aankhen chaar kar lenge, hum bhi imtihaan de denge … teri dosti ke khatir aye dost, hum dushmano se bhi pyar kar lenge | Fanaa |
17. Tere Dil Mein Meri Saanson Ko Panah Mil Jaaye , Tere Ishq Mein Meri Jaan Fanaa Ho Jaaye. | Fanaa |
18. Adhoori saans thi, dhadkan adhoori thi, adhoore hum … magar ab chaand poora hai falak pe … aur ab poore hai hum | Fanaa |
19. Bas ek haan ke intezaar mein raat yunhi guzar jayegi … ab toh bas uljhan hai saath mere, neend kahan aayegi … subah ki kiran na jaane kaunsa sandesh layegi … rim jhim si gungunayegi ya pyas adhoori reh jayegi | Ghajini |
20. Bande hain hum uske, hum pe kiska zor … umeedo ke suraj, nikle chaaron aurr … iraade hai fauladi, himmati har kadam … apne haatho kismat likhne, aaj chale hain hum | Dhoom3 |
3. Aamir Khan Funny Dialogue
Aamir Khan Dialogue | Movie Name |
1. Woh aake gire hum pe bijli ke khambe ki tarah … khuda ki kasam current kha ke mazaa aa gaya | Dil |
2. Ladki thi jawaan, mamla tha sangeen … jana tha Japan, pahunch gayi Cheen | Dil |
3. Apna toh seedha hisaab hai … pati toh pati, varna rakhi ready | Dil |
4. Bhabhi hogi teri aur shaadi hogi meri | Andaaz Apna Apna |
5. Shakal se to bidi ke kharkhane ka mazdoor lagta hai … saala choosa hua aam | Andaaz Apna Apna |
6. Hilna nahin, hilna nahin … nahin toh hila ke rakh doonga | Andaaz Apna Apna |
7. Main to kahta hu Aap purush hi nahi hai … mahapurush hai! | Andaaz Apna Apna |
8. Main woh bala hoon, joh tum sabko kaccha chaba jaon … aur dhakaar bhi na loon | Andaaz Apna Apna |
9. Dole dole mera bhi dil dole … isse pehle ki meri joote bole … tu patli gali hole | Baazi |
10. Aap ki aankhen meri taxi ki headlight ki tarah hai memsaab | Raja Hindushtani |
11. You come come memsaab | Raja Hindushtani |
12. Life mein teen cheezon ke peeche khabi nahi bhagna chahiye … bus, train aur chokri … ek gayi doosri aati hai | Ishq |
13. Abhe oh ujhdi hui riyasat ke lutte huye sultan | Ishq |
14. Uske gaal, uske baal arre kya kamaal … aur uski chaal karde halaal … uski kalai hai ram duhai, pure malai … aur uska badan phoolon ka chaman … aur uski aankhen sone ke button | Mela |
15. Phool hoon gulaab ka chameli ka mat samajhna … aashiq hoon aapka apni saheli ka mat samajhna | Fanaa |
यह है Aamir khan के फिल्मो के कुछ best Dialogues और Shayari आपको इनमे से कोण सा Dialogue है Comment करके बताये।
धन्यवाद !