Ajay Devgn dialogues in hindi :- Aajy Devgn ने अपने 32 साल शानदार Career में एक से बढ़कर एक फिल्मे की है Ajay Devgn ने 100 से ज्यादा फिल्मे किया है और हर तरह की फिल्मे की है चाहे वह Action film हो , Romantic Film हो , Comedy Film हो या Family Drama फिल्म हो और दर्सको ने भी Ajay Devgn को इन फिल्मो में काफी पसंद किया है Ajay Devgn के इन फिल्मो में बोले Dialogues को भी लोग ने काफी पसंद किया है।
अक्सर लोग Google पर Ajay Devgn Best Dialogues , Ajay Devgn dialogues in hindi , Ajay Devgn Attitude Dialogue Status Search करते है तो आज हम अपने इस Article में Ajay Devgn के उन्ही बेहतरीन Dialogues इन बताएँगे।
यह भी पढ़े।
- Salman Khan Famous Dilogues .
- Akshay Kumar Famous Dilogues .
- Shahrukh Khan Famous Dialogues .
- Aamir Khan Famous Dialogues .
Table of Contents
Ajay Devgn Dialogues in hindi , Ajay Devgn Best Dialogues
Ajay Devgn Attitude Dialogue Status .
Ajay Devgn Best Dialogues | Movie Name |
1. Agar tere pass jagir hai , toh mere pass jigar hai | Phool Aur Kaante |
2. Humein toh apno ne loota, gairon mein kahan dum tha , meri kishti thi doobi wahan, jahan pani kam tha | Dilwale |
3. Joh ghar se kafan baandkar nikalte hai … woh apna nahi dushman ka naam yaad rakhte hai | Vijaypath |
4. Jinki aankhon mein manzilon ke khwab hote hai … woh shikast aur haar ki baatein nahi kiya karte | Vijaypath |
5. Shabdon ki talwar rishton ki woh dor kaat degi … jise hum dono bandhe hai | Shuhaag |
6. Aag joh dil mein lagi hai, usse duniya mein laga doonga main … joh teri doli uthi, zamaane ko jalaa doonga main | Diljale |
7. Hum toh kabse apni jaan hatheli pe liye ghoom rahe hain … kambakht koi leta hi nahin | Diljale |
8. Jaan pyari hai toh uska khayal tak apne dil se nikaal do … varna jal jaoge … kyun ki hum diljale hain | Diljale |
9. Main mar nahin sakta, na hi zinda pakda ja sakta hoon … bas maar sakta hoon, sirf maar sakta hoon | Diljale |
10. Joh jab Hindustan ko mitana chahega … mitti mein mil jayega | Diljale |
11. Toofan mein bahaa hai na yeh sholon mein jala hai … ghayal hua teeron se na khanjar se kata hai … kehte hai jisse ishq qayamat hai, bala hai … takraya joh bhi isse woh duniya se mitta hai | Ishq |
12. Ab toh is zindagi mein wohi aayegi … yah phir is aashiq ki jaan jayegi | Ishq |
13. Band aankhon se insaan sirf sapna hi nahi … kabhi kabhi us haqeeqat ko bhi dekh leta hai … jisse khuli aankhen kabhi nahi dekh paati | Pyaar To Hona Hi Tha |
14. Joh koi zulm ke khilaaf awaaz uthawat hai … wohi insaan hai, wohi zinda hai | Lajja |
15. Shareer qaid kiya jaa sakta hai … vichaar nahi | The Legend Of Bhagat Singh |
16. Aap namak ka haq ada karo … main mitti ka haq ada karta hoon | The Legend Of Bhagat Singh |
17. Mere jaane ke baad log mujhe zyada yaad karte hai | Qayamat |
18. Samaaj ko police waisi hi milti hai jaisa ki samaaj khud hota hai | Gangaajal |
19. Main un cheezon ki smuggling karta hoon, jinki ijaazat sarkar nahi deti … un cheezon ki nahi, jinki ijaazat zameer nahi deta | Once Upon A Time In Mumbaai |
20. Chaukiyan chahe police ki ho … shehar ke commissioner to hum hi log hai | Once Upon A Time In Mumbaai |
21. Jinki manzil ek hoti hai … woh raaston par hi toh milte hai | Once Upon A Time In Mumbaai |
22. Himmat batai nahi … dikhai jaati hai | Once Upon A Time In Mumbaai |
23. Kashti leharon se takrayegi … toh hi kinaare naseeb honge | Once Upon A Time In Mumbaai |
24. Main apne kaam karne ka tareeka badal raha hoon … tevar nahi | Once Upon A Time In Mumbaai |
25. Joh apne beete huye kal se bhaagta hai … woh zindagi ki race kabhi nahi jeetta | Once Upon A Time In Mumbaai |
26. Jin ungliyon ko ghode ki aadat lag jaaye … un mein lagaam daalna mushkil ho jaata hai | Once Upon A Time In Mumbai |
27. Kutton ka jhund kitna bhi bada ho … uske liye ek sher hi kaafi hota hai | Singham |
28. Jisme hai dum … to fakht Bajirao Singham | Singham |
29. Aata maajhi satakli! , Aali re aali … aata tujhi baari aali | Singham |
30. Meri zarooratein kam hai … is liye mere zameer mein dum hai | Singham |
31. Galat kya hai yeh jaanne se koi farak nahi padta … galat ko sahi karne se farak padta hai | Singham |
32. Shikaar ki khoj mein … sher bedh bakriyo ki fauj hi dhoondta hai | Bol Bachchan |
33. Maa Sherawali ka haath hai mujhpar … chahe saikadon dushman aa jaye zameen par … ek ek ko zinda ghaad dega yeh himmatwala … yahinpar | Himmatwala |
34. Jaise ek roti ki ahmiyat ek bhookha jaanta hai … zindagi ki ahmiyat ek marne waala jaanta hai … vaise hi maa ki ahmiyat sirf ek anaath hi jaan sakta hai | Himmatwala |
35. Kis kaam ki hai yeh vardi … joh ek police waale ko mazboot nahi, majboor banati hai | Singham Returns |
36. Dhoom machani hai machao … lekin bike ki gatti par nahi … apni future ki pragati par | Singham Returns |
37. Pasand aaya toh dil mein … nahi toh dimaag mein bhi nahi | Action Jaction |
38. Main ek hi baar bolta hoon … kyun ki doosri baar sunne ke liye tu nahi hoga | Action Jaction |
39. Zaroorat se zyada kabhi usse maanga nahi … zaroorat se kam kabhi usne diya nahi | Shivaay |
40. Na aadi na anth hai uska … woh sabka na inka unka … wohi shunya hai, wohi ikai … jiske bheetar basa Shivaay … aankh moondkar dekh raha hai … saath samay ke khel raha hai … Mahadev maha ekaki … jiske liye jagat hai jagi … wohi shunya hai, wohi ikai … jiske bheetar basa Shivaay … Ram bhi uska, Ravan uska … jeevan uska maran bhi uska … tandav hai aur dhyan bhi woh hai … agyani ka gyan bhi woh hai … isko kaanta lage na kankar … rann mein Rudra, gharon mein Shankar … anth yahi sare vighno ka … is bhole ka vaar bhayankar … wohi shunya hai, wohi ikai … jiske bheetar basa Shivaay | Shivaay |
41. Zindagi badi choti hai … bade bade faisle lene ke liye zyada time nahi lena chahiye | Total Dhamaal |
42. Jis tarah mitti ke har kann mein pahad hota hai … har beej mein ek jungle … har talwar mein ek sena … ussi tarah har ek Maratha mein chupa hai lakh Maratha | Tanhaji-The Unsung Warrior |
43. Har hadse ke do pehlu hote hai … kya hua aur kaise hua … is kya aur kaise ke beech mein joh daira hai … sach wahin chupa hota hai | Runway 34 |
44. Hum insano ki sabse badi galati yahi hai hum bhagwaan me to maante hai lekin bhagwaan ki nahi maante | Thank God |
45. Sach Ped ke Beej ke tarh hota hai jitna chahe dafna lo ek din baahar aa hi jaata hai | Dhrishyam 2 |
Ajay Devgn romantic Dialogue shayari
Ajay Devgn Best Dialogues | Movie Name |
1. Humein toh apno ne loota, gairon mein kahan dum tha , meri kishti thi doobi wahan, jahan pani kam tha | Dilwale |
2. Yeh aankhen, yeh chehra, yeh noor … insaan ho ya pari ho tum | Dilwale |
3. Mohabbat mere dost, aag bhi lagati hai un dilon ko … jin mein mohabbat ke chirag jalte hai | Dilwale |
4. Woh aaye hamare ghar mein, khuda ki kudrat hai … kabhi hum unko, kabhi apne ghar ko dekhte hai | Major Saab |
5. Chahane aur haasil karne mein bahut phark hai … pyar sirf haasil karna nahi … pyar dene ka naam hai | Hum Dil De Chuke Sanam |
6. Uski ek muskurahat mere saare gham mitta degi | Hum Dil De Chuke Sanam |
7. Pyar apni khushi mein nahi … balki jinhe tum pyar karte ho, unki khushi mein hai | Hum Dil De Chuke Sanam |
8. Shaadi sirf jism ka rishta nahi hai … mann ka milan hai, aatma ka rishta hai | Hum Dil De Chuke Sanam |
9. Rishton ke fayde nahi … rishton ke mainne dekhte hai hum | Bol Bachchan |
10. Bhichad ke tujhse ab mujhe marna hai … yeh tajurba issi zindagi mein karna hai | Son of Sardaar |
Ajay Devgn Funny Dialogues
Ajay Devgn Best Dialogues | Movie Name |
1. Yeh phool nahi mere dil ka lahu hai … aur Daddy yeh dushman nahi, tumhari hone waali bahu hai | Ishq |
2. Gusse se dekh rahi ho yah shakal hi aaisi hai | Golmaal: Fun Unlimited |
3. Jab aadmi ka waqt bura aata hai … toh chahe woh unth pe hi kyun na behta ho … phir bhi kutta usse kaat leta hai | Rascals |
4. Jis aandhi toofan mein logon ke aashiyane udh jaate hai … us mein hum chaddi aur banyan sukhate hai | Rascals |
5. When elder get cosy … younger don’t put nosy | Bol Bachchan |
6. Hum chatti ka dhood yaad dila denge … I will make him remember milk number 6 | Bol Bachchan |
7. Oye paaji kadhi has bhi liya karo | Son of Sardaar |
8. Kabhi kabhi mere dil mein sawaal aata hai … ki agar duniya mein Sardar na hote toh kya hota? … sorry yaar duniya bekaar bina son of Sardar | Son of Sardaar |
9. Yeh panvati laya, main unnati laonga … yeh katauti laya, main pragati laonga … yeh durgati laya, main garbhvati laonga | Himmatwala |
10. It’s my way ya skyway | Action Jaktion |
यह है Ajay Devgn Dialogues in hindi, इसमें हमने Ajay Devgn Attitude Dialogue , Ajay Devgn romantic Dialogue shayari , Ajay Devgn funny Dialogue बताया है आपको Ajay Devgn की कौन सी फिल्म का कौन सा Dialogue पसंद है Comment करके बताये
धन्यवाद !