Akshay kumar dialogues in Hindi :- Akshay kumar ने अपने 32 साल के शानदार फ़िल्मी करियर में 100 से ज्यादा फिल्मे किया है जैसमें Action Film , Romantic Film , Family drama Film और Comedy Film हर तरह की फिल्मे शामिल है हर तरह की फिल्मो में Akshay Kumar को लोगो ने पसंद किया है , और हर फिल्म में Akshay Kumar के शानदार Dialogue भी है खाश कर के Comedy और Action फिल्मो में Akshay Kumar Funny Dialogues और Attitude dialogues बेहतरीन है।
Akshay Kumar ज्यादातर Action और Comedy फिल्मो में नज़र आये है जिन फिल्मो के कई सारे fuuny और Attitude वाले Dilogues Popular हुए है आज हम इस Article Akshay Kumar Dialogues in Hindi में आपको Akshay kumar Attitude dialogues , Akshay Kumar Funny Dialogues in Hindi , Akshay Kumar Romantic Dialogues बताने वाले है।
यह भी पढ़े।
- Salman Khan Dialogues In Hindi
- Shahrukh Khan famous dialogues in Hindi
- Aamir Khan Dialogues in Hindi , Aamir Khan Dialogue
Table of Contents
Akshay Kumar Dialogues In Hindi.
Akshay Kumar Funny Dialogues in Hindi.
Akshay Kumar Dilogues | Movie Name |
1. Badtameez, chaddar ki kameez, lohe ka pajama, bandar tera mama, arre billi teri mausi, kutta tera yaar, aam ka achaar … aaja mere yaar! | Mujhse Shaadi Karogi |
2. Hum bhi woh hai … joh door se boo ko soong lete hai | Mujhse Shaadi Karogi |
3. Soocha tha khatir karenge hum bemisaal teri … woh dekh tere ghar waale aa gaye hai utaarne khaal teri | Ab Tumhare Hawale Watan Sathiyo |
4. Amir aadmi pandhra minute mein apne kapde badalta hai, aadhe ghante mein apna ghar badalta hai, ek ghante mein apna dhanda badalta hai … aur do ghante mein apni biwi badalta hai | Phir Hera Pheri |
5. Joh ladki hum mein chahiye usse hum nahi chahiye … aur jisse hum chahiye woh kisko chahiye | Garam masala |
6. Mangetar ek aaisi suvidha hai jisse woh har sukh milta hai joh hum mein biwi se milta hai … lekin biwi se joh dukh milta hai woh hum mein mangetar se zara sa bhi nahi milta | Garam masala |
7. Joh baat hamari samajh mein nahi aati hai … hum usse beizzati samajhte hai | Tashan |
8. Face hai bhola … andar se bomb ka gola … dil mein dhamaka kar gayi yaar | Singh is Kingh |
9. Aadmi ki shakal achchi na ho na … toh bhagwan kehta hai baatein achchi karni chahiye | Khatta Mettha |
10. Logon ke yahan Laajvanti, Gunvanti, Bhagvanti aati hai … mere yahan Kharchvanti aa gayi hai | Action Replay |
11. Textbook se copy karta hua student … aur tees maar khan ke bheje se nikla hua plan … kabhi fail nahi ho sakta | Tees Maar Khan |
12. Kutte ke mooh se haddi … aur tees maar khan ki noton ki gaddi … dono cheenana bekaar hai | Tees Maar Khan |
13. Tube se nikla hua toothpaste … aur tees maar khan ki diyi hui zubaan … kabhi wapas nahi jaati | Tees Maar Khan |
14. Ughta hua suraj aur bhaagta hua tees maar khan … dono kabhi kisi ke haath nahi aate | Tees Maar Khan |
15. Aadmi ki shakal achchi na ho na … toh baatein achchi kiya karte hai | Tees Maar Khan |
16. Duniya mein teen cheezen hoti zaroor hai lekin kisi ne dekhi nahin … bhooton ka sansar, sacha wala pyar aur Bahattar Singh ki raftaar | Khiladi 786 |
17. Main har test paas kar dikhawoonga chahe mera blood test kyu na ho | Khiladi 786 |
18. Apne ko kya hai … apne ko sirf pani nikalna hai | Boss |
19. Achcha lage toh welcome … bura lage toh bheed kam | Gabbar is Back |
20. Tumhara yeh mendak sa mooh dekhkar hum samajh gaye the ke tum bahut phudkoge | Jolly LLb 2 |
Akshay kumar Attitude dialogues
Akshay kumar Dilogues | Movie Name |
1. Hume sirf ek take milta hai, sirf ek take … aur agar uss ek take mein hamse koi galati ho jati hai … toh maut ke samne zindagi ghutne take deti hai | Main Khiladi tu Anari |
2. Pata nahin kis gali kis nukkad kis chaurahe par … kis goli kis chaku par mera naam likha hai | Main Khiladi tu Anari |
3. Jitna khoon mere haath se baha hai … utna toh tune maa ka doodh bhi nahi piya hoga | Shuhaag |
4. Azaadi ka nasha sabse bada nasha hota hai … usse bada koi nasha nahi | Tu Chor Main Sipahi |
5. Tees din hai tumhare paas … ek-a-tees ve din mein agar tum is shehar ki hadh mein bhi nazar aaye … toh duniya ki hadh se bahar nikaal kar phenk doonga | Internatinal khiladi |
6. Achchai se hi burai ko maara ja sakta hai … neki se hi baddi ko mitaya ja sakta hai … shanti se hi kisi ki mann ki jalan ko hataya ja sakta hai | Dhadkan |
7. Kiski majaal joh chede dilair ko … gardish mein gher lete hai geedar bhi sher ko | Ab Tumhare Hawale Watan Sathiyo |
8. Zindagi kamaal hoti hai … ulhaj jaaye toh jaan lele … sulhaj jaaye toh bemisaal hoti hai | Ab Tumhare Hawale Watan Sathiyo |
9. Aao jhuk kar salaam kare unhe jinke hisse mein yeh mukaam aata hai … kis kadhar khush naseeb hai woh log … khoon jinka watan ke kaam aata hai | Ab Tumhare Hawale Watan Sathiyo |
10. Desh se door rehta hoon … lekin desh ko apne dil ke kareeb rakhta hoon | Namastey Landon |
11. America mein jao toh American milenge, Germany mein jao toh German milenge, France mein jao toh aapko Frenchmen milenge, England mein jao toh Englishmen milenge … aur India mein jao toh aapko milenge Marathi, Gujarati, Punjabi, Malayali, Bengali … Indian kahan hai? | Khatta Mettha |
12. Jisne bhi yeh socha ki main dar gaya … woh saala arthi pe apne ghar gaya | Rowdy Rathore |
13. Joh main bolta hoon woh main karta hoon … joh main nahi bolta woh main definitely karta hoon | Rowdy Rathore |
14. Main nahi darta … maut darti hai mujhse | Rowdy Rathore |
15. Apun ka fatka char sau chalis ka jhatka | Rowdy Rathore |
16. Tereko jab gussa aata hai tu chilata hai … main udata hoon | Rowdy Rathore |
17. Sachche police officer ki vardi bhi apni duty nibhati hai | Rowdy Rathore |
18. Jaise ek bakht bhagwan ke bina adhoora hota hai … waise hi bhagwan bhi ek sachche bakht ke bina adhoora hota hai | Oh My God |
19. Khiladi tha … ab pura khel hoon | Once Upon A Time In Mumbaai Dobara |
20. Naam bata diya … toh pehchaan bura maan jayegi | Once Upon A Time In Mumbaai Dobara |
21. Sooch ke bolonga toh baat bura maan jayegi | Once Upon A Time In Mumbaai Dobara |
22. Boss ka khoon bolta nahi, khaulta hai … aur jab yeh khaulta hai … toh yeh boss ek ek ko phodta hai | Boss |
23. Beech mein nah bol | Boss |
24. Jeeyo itna ki zindagi kam padh jaave … hasso itna ki rona mushkil ho jaave … gusse ko thook do aur haste haste apne dushmano ko phook do | Boss |
25. Tum log parivaar ke saath yahan chain se jeeo … is liye hum log roz border par marte hai | Holiday2 |
26. Main paison ka aaisa multiplication karoonga … ki dekhte dekhte aapke chehre pe joh smile hai uska subtraction ho jayega … aapke dimaag ka division ho jayega … aur meri zindagi mein aapki beti ka addition ho jayega | Entertainment |
27. Haddiyan todne mein woh mazaa nahi … joh teri akad todne mein hai | Gabbar Is Back |
28. Pachas pachas kos door jab koi rishvat leta hai toh sab kehte hai mat le varna … Gabbar aa jayega | Gabbar Is Back |
29. Ladne se sirf dushman khatam hota hai … aur pani pilane se dushmani | Kesari |
30. Dharam ke liye jeeya hoon … dharam ke liye maroonga | Samrat Prithviraj |
Akshay Kumar Romantic Dialogues .
Akshay kumar Dilogues | Movie Name |
1. Dil se nikli awaaz dil tak zaroor pahunch jaati hai | Yeh Dillagi |
2. Nafrat ko sirf mohabbat se jeeta ja sakta hai … sirf mohabbat se | Dhadkan |
3. Ab ke saawan mein yeh shararat hamare saath hui … hamara ghar chodke saare shehar mein barsaat hui | Ab Tumhare Hawale Watan Sathiyo |
4. Aasmaanon se kaho agar hamari udaan dekhni ho, toh apna kad aur uncha karle … husn waalon se kaho ki agar ishq dekhna ho, toh humse aake mile | Ab Tumhare Hawale Watan Sathiyo |
5. Hoon main parwana magar koi shamma toh ho raat toh ho … jaan dene ko hoon haazir, koi baat toh ho | Ab Tumhare Hawale Watan Sathiyo |
6. Tirchi nigaahon se na dekh aashiq-e-dilgir ko … kaise teerandaz ho tum, zara seedha toh karlo teer ko | Ab Tumhare Hawale Watan Sathiyo |
7. Mana ki tu ek insaan hai sari duniya ke liye … magar sari duniya hai kisi ek insaan ke liye | Ab Tumhare Hawale Watan Sathiyo |
8. Hoon main parwana magar koi shamma toh ho raat toh ho … jaan dene ko hoon haazir, koi baat toh ho | Ab Tumhare Hawale Watan Sathiyo |
9. Mohabbat rang lati hai jab dil se dil milte hai … mushkil toh yeh hai, ki dil badi mushkil se milte hai | Ab Tumhare Hawale Watan Sathiyo |
10. Jahan pyar hota hai, wahan naraazgi nahi … umeed hoti hai | Namastey London |
यह है Akshay Kumar की फिल्मो के कुछ बेहतरीन डॉयलोग्स जिसे हमने Akshay Kumar Funny Dialogues in Hindi , Akshay kumar Attitude dialogues , Akshay Kumar Romantic Dialogues , आपको Akshay Kumar Action Romantic या Comedy किस किरदार में अच्छे लगते है Comment करके बताये और Akshay Kumar का कौन सा Dialogue आपका Favourite है यह भी बताये।
धन्यवाद !