Sunny Deol Dialogue :- Sunny Deol की हाल ही में Film Gadar 2 फिल्म All Time Blockbuster हुई है , Industrial Hit हुई है , मात्र 80 Crore में बानी यह फिल्म ने सिर्फ इंडिया में 525 Crore की कमाई कर ली थी और Worldwide 650 करोड़ से ज़्यादा का Collection किया था , लगभग 22 साल बाद Sunny Deol की फिल्म इतनी बड़ी Blockbuster रही है।
Sunny Deol ने फिल्मो में अपना Debut Betaab फिल्म से करा था जोकि Superhit रही थी। Sunny Deol ने अपने 40 साल के career में एक से बढ़कर एक फिल्मे की है और वह 80s और 90s में Superstar थे , Sunny Deol की फिल्मे 80s और 90s में Back to Back Ht फिल्मे करते थे , जिसमे उन्होंने कई सारे Iconic iconic फिल्मे की है जैसे Border , Maa Tujhe Salam , Ghayal , Ghatak , Arjun Etc , और इन फिल्मो में एक से बढ़कर एक Dialogues भी होते थे। तो आज इस Article में हम sunny deol के Movies के कुछ प्रसिद्ध Dialogue निचे बताये हुए है Sunny Deol Dialogue पढ़ेंगे।
Sunny Deol के Movies के कुछ प्रसिद्ध Dialogue निचे बताये हुए।
Sunny Deol Arjun Movie Dialogue
Sunny Deol Arjun Movie Dialogue
Movie Name
Main Oos Mahabharat Ka Arjun hoon Jis Mahabharat Ke Duryodhan Aap Hai
Arjun
Aap sab apni dabi hui, kuchli hui, zillat bhari zindagi ka bojh utha sakte hai … magar zulm ke khilaaf awaaz uthane ko tayaar nahi
Arjun
Arjun jab chidiye ki aankh ka nishana lagata hai … toh usse chidiye ki aankh ke siva kuch dikhayi nahi deta
Arjun
Sunny Deol Arjun Movie Dialogue
Sunny Deol के Movies के प्रसिद्ध Dialogue निचे बताये हुए।
Sunny Deol Tridev Movie Dialogue
Sunny Deol Tridev Movie Dialogue
Movie Name
Intezaar kar aur dekh, maut jab dheere dheere aati hai toh kitni khaufnak hoti hai
Tridev
Gunaah ke keechad mein begunaahi ke kamal kabhi nahi khil sakte
Tridev
Kutte ko izzat di jaye toh use pichli seat pe bithaya jata hai … par koode ko bori mein daalkar dicki mein patka jata hai
Tridev
Yeh gaon nahi shehar hai … yahan darindon ko sher ki tarah bahaduri se nahi, shikari ki tarah jaal dalkar maara jata hai
Tridev
Agar kisi ne tilbhar bhi hilne ki koshish ki … toh sabke sar jism se alag kar doonga
Tridev
Farz ki keemat is vardi se shuru hoti hai … aur kafan ke saath khatam hoti hai
Tridev
Sunny Deol Tridev Movie Dialogue
Sunny Deol Ghayal Movie Dialogue
Sunny Deol Dialogue
Movie Name
uttar ke phek do ye wardi aur pahnlo Balwant rai ka pata gale me
Ghayal
is Chot ko apne dilo dimaag par kaayam rakhna kal yahi aasu kranti ka sailaab bankar is mulk ki sari gandagi baha le jayega
Ghayal
Rishwat khori aur makari ne tum logo ke jism se maa ke dudh ke Asar ko khatm kar diya hai khokle ho gaye ho tum sabke sab
Ghayal
Sunny Deol Ghayal Movie Dialogue
Sunny Deol Narsimha Movie Dialogue
Sunny Deol Narsimha Movie Dialogue
Movie Name
Eent aur patthar jawab dene ke liye nahi hote … ghar banane ke liye hote hai
Narsimha
Bhatka hua insaan, aag ki bhatki hui lapton jaisa hota hai … inka koi rukh, koi disha nahi hoti
Narsimha
Sunny Deol Narsimha Movie Dialogue
Sunny Deol Damini Movie Dialogue
Sunny Deol DaminiMovie Dialogue
Movie Name
Tarikh par tarikh, tarikh par tarikh, tarikh par tarikh, tarikh par tarikh milti rahi hai … lekin insaaf nahi mila my lord, insaaf nahi mila … mili hai toh sirf yeh tarikh
Damini
Bhatka hua insaan, aag ki bhatki hui lapton jaisa hota hai … inka koi rukh, koi disha nahi hoti
Damini
Sunny Deol DaminiMovie Dialogue
Sunny Deol Jeet Movie Dialogue
Sunny Deol Jeet Movie Dialogue
Movie Name
In haathon ne sirf hathyaar chhode hai … chalana nahi bhoole
Jeet
Aaj ke baad teri har saans ke peeche main maut bankar khada hoon
Jeet
Pattharon ki is duniya mein devta banna toh bahut aasaan hai … insaan banna bahut mushkil
Jeet
Sunny Deol Jeet Movie Dialogue
Sunny Deol Ghatak Movie Dialogue
Sunny Deol Ghatak Movie Dialogue
Movie Name
Mard banne ka itna shauk hai … toh kutto ka sahara lena chhod de
Ghatak
Darakar logon ko woh jeeta hai … jiski haddiyon mein pani bhara hota hai
Ghatak
Yeh mazdoor ka haath hai … loha piglakar uska aakar badal deta hai
Ghatak
Pinjare mein aakar sher bhi kutta ban jaata hai
Ghatak
Is ladai mein yah toh hamari poori jeet hogi … yah poori haar
Ghatak
Kanoon aur insaaf taqatwar ke ghar ghulam bankar behte hai
Ghatak
Joh gurda rakhta hai … usse hi jeene ka haq hai
Ghatak
Sunny Deol Ghatak Movie Dialogue
Sunny Deol Ziddi Movie Dialogue
Sunny Deol Ziddi Movie Dialogue
Movie Name
Paanch baje ke baad Deva ki adaalat shuru hoti hai
Ziddi
Agar daud tujhe teri maut se door le ja sakti hai toh … daud … daud!
Ziddi
Maut aur waqt ka koi taal-mel nahi hota
Ziddi
Agar dobara tune aaisi galati ki … toh tera woh hashar karoonga … ki tujhe apne haathon se apni zindagi phisalti hui nazar aayegi
Ziddi
Sunny Deol Ziddi Movie Dialogue
Sunny Deol Border Movie Dialogue
Sunny Deol Tridev Movie Dialogue
Movie Name
Zindagi ka doosra naam problem hai
Border
Hum hi hum hai toh kya hum hai … tum hi tum ho toh kya tum ho
Border
Isse pehle ki main tujhe gaddar karaar dekar goli maar doon … bhag ja yahan se
Border
Zindagi aur maut Waheguru ke haath mein hai … aur mera Waheguru dushman ke saath nahin … mere saath hai
Border
Pehli goli woh chalayega … aur aakhri goli hum
Border
Aaj se tumhari har goli par desh ke dushman ka naam likha hoga